-->

MEDICINE INFORMATION IN HINDI |

MEDICINE AND DISEASE INFORMATION IN HINDI | DAWA KI JANKARI HINDI ME |

RECENT POST

8/28/2019

August 28, 2019

Patanjali | Spirulina In Hindi | Spirulina Side Effects |

Patanjal, Spirulina In Hindi, Spirulina Side Effects
patanjali spirulina


Patanjali, Spirulina In Hindi, Spirulina Side Effects 


About spirulina

Uparafood ke nam se mashoor Patanjali  spirulina jhelon aur prakrti jharnon adi mein paya jata hai. 
isalie is jaley vanaspati bhi kaha jata hai. gahare nele-hare rang ka spirulina mein kae ashcharya janak roop se 
sabhe khady padarthon se jyada poshak tatv paye jate hain. to jahir hai spirulina ke bahut sare faide hain. 
jahir hai kuch nukasan bhe honge, to aie jante hain.


 Dil ko suwast rakhne mai 


ye apke khon se kolestral ka level kam karke raktachap ko niyantrit karta hai. 
isamen pae jane vale tamam poshak tatvon mein kae aise hain jinase hraday mein rakt sanchaar prabhave dhang se badhata hai. 
iskee sahayata se hriday ke tamam jokhimon ko kam kiya ja sakata hai.



Pregnency mein spirulina


ayran ke prachur matra Patanjali  spirulina ko garbhavstha ke dauran ek avashyak ahar banata hai. 
iske sahayata se anemiya ko door kiya ja sakta hai. kabj vagairah ke lie bhi ye behad kargar sabit hota hai.


ALSO READ-


Zerodol IN HINDI | Medicine Zerodol Sp Kaise Kam Karta Hai |



Twacha ke lie spirulina 

tvacha ke svasthy ke lie jarure vitamin e, B-12, E, phaasphoras, 
loha aur Calciuam adi pae jate hai. apne in tatvon ke badaulat Patanjali spirulina apke tvacha ko tond aur chamakdar banate hai. 
yahe nahin ye ankhon ke niche ke dhabbe aur drae aej ke upachar mein bhe labhdayak hai.

DIABETICS YA MADHUMAH 

madhumeh ke marejon ke lie bhi spirulina kaphi kam ka sabit hota hai. 
ise niyamit roop se lene se apka shugar kam hota hai. 
ye soojan ko kam karke raktechap aur kolestral ka star bhi niche lata hai.

 PATANJALI SPIRULINA KE KAM ULSAR MAI

uchch gunavatta vale protin, sisten aur amino asid ke isamen upasthiti ise dyoidonal alsar aur 
gaistrik ke upachar mein behad prabhave banta hai. 
iske alava ismen paya jane vala klorophil ise pachan ko bhi durust karne ke kshamta deta hai.


CANCER MAI KAM KARTA HAI

PATANJALI SPIRULINA anekon poshak tatvon se pariporn Patanjali spirulina cancer ke roktham mein bhe sakratmak bhumika nibhate hai. 
ye  ek enteokseedent ke roop mein ye hamare sharir se phre redikals ko nasht karta hai. 
jahir hai phre redikals cancer ka karan bante hain. 

isake atirikt ismen phinolik namak yaugik bhe upasthit rahta hai jo ki karsinojnesis par rok lagata hai


ALSO, READ-




      wajan kam karane mein

jinaka wajan bahut jyada hai unke lie iska sevan ram ban sabit hota hai. 
kyonki ismen phaty asid, beta kairotin, klorophil aur any poshak tatv pae jate hain. 
ye sab milkar apke sharir mein poshak tatvon ke upathiti ko banae rakhte hue aapka bhookh kam karate hain. 
jisse ki apka wajan kam hota hai.


 liver ko durust rakhne mein

Patanjali spirulina mein prachur matra mein maujood phaibar aur proteen apke levar ke svathy ka khyal rakhte hain. 
levar ke samany kamakaj ko badhane ke alava yah levar ko purane hepetaitis ke marejon ke lie labhakare sabit hota hai.


Ankhon ke lie Patanjali spirulina

kae shodhon mein spirulina ko ankhon ke lie bhe labhadayak bataya gaya hai. 
ankhon ke kae bimariyon jaise geriatric cataract, nephratic retinal damage, diabetes retinal damage etc. 
upachar mein isaka sakratmak prabhav dekha gaya hai.


ALSO, READ-







 Patanjali Spirulina ke nukasaan ya side effect


oto imyun se pedit vykti ko iske istemal se bachna chahie kynki ye ismen ek adachan ke roop mein kam karta hai.
prtiraksha supprsent dava par iske upyog se bachna chahie kynki ye davaon ka asar kam karta hai.
iska lambe samay tak sevan karne se anton ke angon maslan kidney aur levar ko nuksan pahuchata hai. 

Patanjali spirulina  doctor se mashvara karne ke bad he ise len.







8/08/2019

August 08, 2019

Ranitidine in hindi | ranitidine teblet Use,Dose & Sideeffect in hindi |

Ranitidine in hindi  | ranitidine teblet Use,Dose & Sideeffect in hindi |

Ranitidine in Hindi


Ranitidine in Hindi  


ranitidine tablets Use, Dose & Side effect in Hindi | Ranitidine tablet ki Hindi jankari |



ABOUT Ranitidine

ranitidine ek salt hai. jo zentak Brand name se market mai milta hai. Aour generic name ranitidine.iske ilaba jaise



ANTAR 150 MG - ABBOT HEALTH CARE.


ALEP 0.25 MG - DR. JOHNS LABORATORIES.


HELKOSS 150 MG TEB - LUPIN LIMITED.


ZYTAK 150 MG - ZYDUS CADILA.



ANT MORE...


A hamari petmai nikal ne wale asif ki matra ko kam karte hai.a jitakar kam karte hai  peptic ulcer, gastroesophageal reflux disease,or bhi kafi sari rog ke ilaz keliye diya jata hai.


Niche ranitidine ke jankari pade



How to work ranitidine in Hindi ranitidine tablet kaise kam Karta hai.


ranitidine oral tablet Uses in Hindi ranitidine ke upyog. ranitidine Kaise istemal Karte hai.


Ranitidine oral tablet side effect in Hindi
Ranitidine oral tablet ki dushprabhav


Ranitidine oral tablet  precaution in Hindi
Ranititidine teblet ki sab dhaniya.

Ranitidine Kaise Kam Karta hai How to work Ranitidine tablet in Hindi.



ranitidine ek H2 antaghonist hai jismen iske sakria sanghatak ke rup mein  shamil hai. ranitidine H2 par histamin ke kriya ko rokate hai,  jisase gaistrik Asid srav kee prakria dhemi ho jate hai.


Ranitidine tablet ke upyog Hindi



Ranitidine tablet  use in hindi

Ranitidine tablet ki commonly use hota hai hamari serir me jo acid (production) nikelneka jo prakriya hai ose thik  rakta hai.


Or kuch medical conditions hai jo Doctor prescription mai ranitidine ko lene ki suggest Karte hai. Jaise.



Ranitidine in hindi  | ranitidine teblet Use,Dose & Sideeffect in hindi |
Ranitidine in hindi





Duodenal Ulcer  / ड्यूओडनल अल्सर
Gastric ulcer/ पेट में जलनी
Stomach ulcer
Peptic ulcer
Heartburn
Indigestion/ khana thik se hazam na hona
Gastroesophageal Reflux Disease


Ranitidine tablet ki side effects in Hindi 


Ranitidine tablet ke nuksan Hindi me


Ranitidine tablet ki Kuch side effects ya nuksan samannye dekha gaya hai niche kuch ranitidine ki nuksan ke jankari hai. Iske ilaba bhi or kuch side effects dekh sakte hai.


Agar ap ko ranitidine ko lene se kuch bhi side effect ya nuksan dikhai de to es medicine ko Lena bandh karde or apne doctor se bat kare.



Ranitidine ki Kuch side effects

Fatigue ya thakan.

Drowsiness.

Constipation / pet ki samsya.

Low blood level/ rakt chap kam Jana.

Muscular pain / maspesi me dard hona.

Defycency vit B12.

Diarrhea/Dast.

Allergy.

Anxiety/ Adik chinta Karna.

Mansik vranti.

 Sus lene me taklib.

Ye common side effects hai jo app dekh sakte hai.



Ranitidine oral tablet precaution in Hindi


Ranititidine teblet ki sab dhaniya.


Is tablet ko lene se kuch sabdhaniya apko malum hona chahiye.


Agar ap ranitidine medicine lenese agar apko koe problem dikhai de to lesye lene band karde agar apko jaise>


Liver ki bimari.kydni ke bimari me doctor se bat kare.
or-
pregnancy me, ya agar Mahila doodh Pilati ho.us condition me Nahi Kena chahiye.


Ranitidine dose in Hindi


 Ranitidine ke khurak 

kisi bhi medicine lenese pehele apne docor se bat kare,

a medicine dinme 2-3 bar le sakte hai,sathik dose ke liye apni doctor se consult kare.



Ranitidine in hindi  | ranitidine teblet Use,Dose & Side-effect in hindi | Ranitidine teblet ki hindi jankari |


8/02/2019

August 02, 2019

Omez d tablet uses in hindi | Omez D in Hindi की जानकारी, लाभ, फायदे, उपयोग HINDI ME |


Omez d tablet uses in hindi | Omez D in Hindi की जानकारी, लाभ, फायदे, उपयोग HINDI ME |
Omez d tablet uses in hindi


Omez d tablet uses in hindi, Omez D in Hindi


की जानकारी, लाभ, फायदे, उपयोग Hindi me,


Omez d tablet kiya hai


Omez D Tablet jo ki Brand name hai. Market me apko istraha bohot sare brand apko milta hai.
Is tablet ka jo sold hai uske bare mai niche hai chahe brand jo bhi ho medicine ke sold ka kam hota hai.
Omez D Tablet ke trha jaise.



Dosto niche Omez D Tablet ki jankari milegi.
Agar kuchbhi chut gaya ho to comment kare.
Niche Omez D ke bare mai ...


Omez D  Capsule niche diya gaya upadan se banaya gaya hai.

Domperidone and Omeprazole



Omez D  Capsule upyog in Hindi


Pet ke samasya, Badhazam, Pet mai dard. Gas. gastroesophageal se sambandh lakshan ke liye. Ulti ke liye upchar Kiya jata hain.
Inke ilaba or bhi bimario me diye jate hai.



also read



Omez D  Capsule Side effect in Hindi 

 

Side effect Niche un sab dushprabhav ke kuch lakshan ke suchi hai.
Omez D Capsule ki sabhi side effect nahi diya gaya hai in sari side effect ke ilava or bhi side effects ho sakte hai. side effect hai lekin harbar nahi hoye hai.kuch side effect samanne hote hai or kuch side effects ganbhir hosakte hai.iske ilava agar apko side effects dikhai de to apne doctor se bat kare.


Insari side effects apko hosakte hai.

Dil ki dharkan asamanna.
Dast.
Kamjori hona.
Gas.
Bechaini mehesus karna.
Mu sukjana.
Pet dard karna.
Serdard karna..
Chakkar ana jaisi side effects hosakta hai.



Dosto agar app Doctor ki salha se koi bhi dawa ya medicine lete ho.to apko kamchanse hai side effects ki.kyuke Doctor hamesha mariz ki hisab se medicine dete hai.



also read

Leucorrhea | In Hindi 

Omez D Tablet ki Sabdhaniya in Hindi.


Precautions
of Omez D Tablet in Hindi

Apne Doctor se Bat kare agar apko niche deneeali koi bhi samasya ho. Agar apko pet ki koe bimari hi. Dil ki bimari, Keydny ke bimari, Liver ki bimari. Garbhavati mahila breastfeed mai.
Mahila ki masik dohoran En sab condition me doctor se bat kare bina Omez  D  Dawa ko use nhai karna chahiye.



 

 Omez D Dose in Hindi


Es Tablet ko din mai ekbar hi liya jata hai.
Subhe khali pet khana khane se pehele 24 ghante me ek bar liya jata hai.
Kisi bhi medicine lene se pehle apne Doctor se bat kare.


Omez d tablet uses in hindi video








Omez D tablet uses in hindi | Omez D in Hindi की जानकारी, लाभ, फायदे, उपयोग HINDI ME.|